Chandni ke mata pita ki death bohot phele hi hogyi thi, woh apne chacha chachi aur unke baccho ke saath rehti thi, Uska parivaar kaafi gareeb tha.
Jaise hi 18 saal poore hue, ek raat chacha ne paise mein Chandni ka haq bech diya. Chachi ne kuch nahi bola, bas dekhti rhi.
Ek gaadi aayi, bina shor ke. Aankhon pe patti, haath kaske bandhe hue. Chandni ka naya safar shuru hua—par yeh sapno wala nahi, dar ka tha aur shayad kisi aur cheez ka.
Kothe ke heavy gate par Munna khada tha—gandi palko ke saath, creepy si smile dete hue bola, “Welcome, Naya maal hamesha special hota hai.”
Munna ko dekh kar Chandni ki body shiver hone lagi aur Munna yeh dekh akr bada khush hua usne uske bande hue haath pakad kar usse Kothe ke andar le gya jahan Savitri bai paan chabate hue thi.
Savitri ki nazar sehmi hui Chandni pe padi usne usse upar se neeche tak dekha aur boli, “Bada hi tagda maal h , bilkul masoom chehra—yeh toh customer ki raat rangin kar degi. Jitna zyada tarsayegi, utna zyada kamaayegi. Yahan sab kuch bikta hai, beta—izzat ki bhi keemat lagti hai!”
Chandni dar ke maare sar neeche kar ke khadi thi usse samjh nhi aarha tha ki kya ho rha h par usse itna pata tha ki aagr kuch boli toh gadbad ho jayegi.
Savitri’s filthy comment echoes in the hall. She snaps her fingers, “Munna, isse room mein daal de.”
Write a comment ...